aaj ki adhunik siksha samaj ko nai disa dene me saksham nahi hai isliye jab tak siksha me prachin siksha ke sidhanto ka samaves nahi hoga tab tak bharat me samaj ka bahumukhi vikas sambhav nahi hai.society me logo me child education ke prati jagruk hona chahiye, kyo ki samaj child kin kin environments se hokar gujarata hai , iski khabar parents ko honi chahiye , tabhi boys/ girls ke charitrik vikash ki kalpana kar sakte hai, aur unhe rojgar parak siksha dilane me sahayak ban sakte hai.
mai aap ki baato se ek dam sahmat hu...!
ReplyDeletepurani shiksha vayvasta manusya ka sarvangin vikas karti thi jabki aaj aisa nai hai.
ReplyDelete